I want to be your friend.
Mein tumhaara dost ban’na chaahta hoon. |
Why don’t you tell me about her?
Tum mujhy us ky baary main btaaty kiyoon nahi? |
I haven’t seen him for one week.
Mein ny usy aik hafty sy daikhaa nahi. |
I have never done it before.
Mein ny pehly kabhi nahi kiya. |
Where had he been?
Wo kahaan thaa? |
Nobody really knows.
Kisi ko nahi ptaa. |
What have you done?
Ye tum ny kiya kar diya? |
I won’t do that either.
Mein bhi ye nahi karoon gaa. |
I guess you don’t want to go there.
Mera khayaal hai tumhain wahaan nahi jaana chaahiye. |
He came in the nick of time.
Wo ain moqy par aaya. |
He is on leave these days.
Wo aaj kal chhuti par hai. |
It’s not like that.
Aisi baat nahi hai. |
I don’t think if he knows.
Mujhy nahi lagtaa wo jaanta hai. |
Make it your home.
Apnaa hee ghar samjhain. |
Don’t shirk work!
Kaam sy jee mat churaao. |
I did not recognize you.
Mein ny aapko nahi pehchaana. |
I don’t know where he is.
Mujhy nahi pataa wo kahaan hai. |
When did he come back?
Wo waapis kab aaya? |
Well, don’t do it again!
Achha dobaara nahi karnaa. |
We kept talking till very late.
Hum boht dair tak batain karty rahy. |
Keep off the sluggards!
Sust logon sy bacho. |
Which one would you prefer?
Tum konsa lainaa chaaho gy? |
Do it yourself (DIY).
Khud karlain. |
I am under heavy debt.
مجھ پر بہت زیادہ قرضہ ہے۔ Mujh par boht zayaada qarzaa hai. |
Please speak one at a time!
ایک ایک کرکے بولو! Aik aik kar ky bolo. |
Who do you want to meet?
Aap kis sy milnaa chaahty hain? |
I didn’t mean it.
Mera matlab ye nahi thaa. |
He belongs to a well-off family.
Wo khaaty peety khaandaan sy hai. |
Don’t let him go anywhere!
Usy kaheen mat jaany dainaa. |
It’s not like that.
Aisi baat nahi hai. |
Don’t stress yourself too much.
Apny dimaag par zyaada zor mat daalo. |
Oh! Poor cat.
Oh! baichaari bili. |
He is such a penny-pincher.
Wo boht kanjoos hai. |
He is such a magnanimous person.
Wo boht khuly dill kaa malik hai. |
She may come any time.
Wo kabhi bhi aa sakti hai. |
Who will have a go?
Kon shuru kary gaa? |
You had better leave my seat.
Behtar hogaa tum meri seat chhor do. |
That’s what I am saying.
Yahi to main keh raha hoon. |
Beware of imitations!
Banaawti cheezon sy bacho. |
What size are they?
Inkaa size kiya hai? |
Let’s go to some other shop.
Chlo kisi aur shop py chalty hain. |
It would be very kind of you.
Aapki bari meharbaani hogi. |
Don’t pluck the flowers!
Phool mat toro. پھول مت توڑو! |
What brings you here?
Kaisy aana huwaa? |
Who do you want to meet?
Aap kis sy milnaa chaahty hain? |
You are unnecessarily worried.
Tum khwaah makhaa praishaan ho rhy ho. |
How did you come to know?
Tumhain kaisy ptaa? |
I heard he is a good dentist.
میں نے سنا ہے وہ ایک اچھا ڈینٹسٹ ہے۔ Mein ny sunaa hai wo aik achaa dentist hai. |
You have got 10 minutes.
تمہارے پاس 10 منٹ ہیں۔ Tumhaary pass 10 minutes hain. |
We have a plenty of time.
ہمارے پاس بہت ٹائم ہے۔ Hmaary pass boht time hai. |
He is just a sacrificial lamb. وہ صرف ایک بلی کا بکرا ہے۔ wo sirf aik bali kaa bakraa hai. |
You don’t deserve talking.
تم بات کرنے کے لائق نہیں۔ Tum baat karny k laik nhi. |
He was once my friend.
وہ کبھی میرا دوست تھا۔ wo kabhi mera dost thaa. |
He comes here and now and then.
وہ میرے یہاں کبھی کبھی آتا ہے۔ wo mere yahan kabhi kabhi aata hai. |
It’s my day off. آج مجھے چھٹی ہے۔ aaj mujhy chhuti hai. |
He is an apple of my eye.
وہ میری آنکھ کا تارا ہے۔ wo meri aankh kaa tara hai. |
I won’t spare you.
میں تمہیں چھوڑوں گا نہیں۔ mein tumhain choron gaa nhi |
I don’t know what to do.
مجھے نہیں معلوم ، کیا کرنا ہے۔ Mujhy nhi maaloom kiya karnaa hai. |
Don’t get into this mess.
اس چکر میں مت پڑو Is chakar main mat pro. |
I’d like to buy the red one.
میں ریڈ والا لینا چاہوں گا۔ Mein red wala laina chaahta hoon. |
We are poles apart.
ہم میں زمین آسما ن کا فرق ہے۔ Hum main zameen aasman kaa farq hai. |
You have come to the wrong place.
آپ غلط جگہ پر آگئے ہیں۔ Aap galt jgaa par aagaye hain. |
How did you come by this?
تمہارے ہاتھ کیسے لگا؟ Tumhaary haath kaisy lgaa? |
Get him out of my sight!
اسے میری نظروں سے دور لے جاؤ Isy meri nazron sy door ly jaao. |
There is nothing to fear.
ڈرنے کی کوئی بات نہیں۔ Darny ki koi baat nhi |
He was once my friend.
وہ کبھی میرا دوست تھا۔ Wo kabhi mera dost thaa. |
Here they are! یہ رہےوہYe rhy wo. |
What do you think, what should I do?
Kiya khayal hai, mujhy kiya karna chaahiye? |
That reminds me of my childhood.
Is sy mujhy mera bachpan yaad aa gyaa. |
I might do that.
Mein shaayed ye karoon. |
No, not yet.
Nahi, abhi nahi. |
I am glad to see you here.
Aapko yahaan daikh kar khushi hooi. |
I am bilingual.
Mein 2 zubanain bol saktaa hoon. |
It’ll be OK in a couple of days.
Ye chand din main theek ho jaaye gaa. |
It won’t take long.
Is par zyaada dair nahi lagy gi. |
Are you going to talk to him?
Kiya tum is sy baat karny waaly ho? |
I spent a couple of hours there.
Mein ny wahaan kuchh ghanty guzaary hain. |
I just don’t know who she is.
Mujhy nahi ptaa wo kon hai. |
How do you do that?
Tum ye kaisy kar laity ho? |
So, let’s get started.
To chaliye shuru karty hain. |
I am a chocoholic.
Mein chocolate ki bari shoqeen hoon. |
Nobody wants to see people getting killed.
Koi bhi logon ko martaa huwa nahi daikhna chaahtaa. |
That was more difficult than I thought.
Jitna mein ny sochaa ye us sy ziada mushkil thaa. |
I had my haircut yesterday.
Mein ny kal baal katwaaye. |
I’ve never been to Khanewal.
Mein kabhi khanewal nahi gyaa. |
It’s a great place to live.
Ye rehny ky liye bari achi jgaa hai. |
Why do you have such a long face?
Tumhaara munh kiyoon latkaa huwa hai? |
It’s just between you and me.
Ye sirf mery aur tumhaary darmiyaan hai. |
You should do it on your own.
Tumhain ye khud karna chaahiye. |
I’d like to have a cup of tea.
Mein aik cup chaaye laina chahoon gaa. |
I’ll be ready in two minutes.
Mein 2 mint main tyaar hoonga. |
I’ll have to look for it.
Mujhy ye dhoondna pary gaa. |
You have to do the talking.
Baat tumhain karni hogi. |
Have you been here before?
Kiya tum pehly kabhi yahaan aaye ho? |
I don’t know her whereabouts.
Mujhy uska ataa ptaa nahi maloom. |
How far is it?
Ye kitna door hai? |
The Box is (lying) upside down.
Dabba ulta para hai. |
You read my mind.
Mein bhi yahi soch raha tha/ Tum ny mery dill ki baat keh di. |
Fair Enough!
Ye bhi theek hai. |
You made it.
Tum ny kar dikhaya. |
Thank Goodness, we got the tickets on time.
Oh! shukar hai hamain tickets waqt par mill gayeen. |
Dinner is on me today.
Aaj raat kaa khana mujh par raha. |
This phone comes in 5 colours.
Ye phone 5 colors main milta hai. |
Draw the bolt!
Kundi lgaa do. |
Who cares about what they think.
Kisy parwaah hai wo kiya sochty hain. |
I’m going to be late.
Mein late ho jaon ga. |
You’re such a glutton.
Tum to bary hee paitoo ho. |
Let’s Go Fifty- Fifty.
Chalo aadha aadha karty hain. |
It’s written all over your face.
Ye tumhaary chehry par saaf saaf likha hai. |
That guy is good for nothing.
Wo larka bikul hee baikaar hai. |
I’m sick of it.
Mein tang aa gyaa hoon is sy. |
I’ve made up my mind to sell this house.
Mein ny ye ghar baichny kaa faislaa kar liya hai. |
I’m about to do it.
Mein ye karny lagaa hoon. |
It serves you right.
Achaa huwa tumhaary saath. |
Never mind what I said before, I was wrong.
Choro bhool jao jo mein ny kaha, mein galt thaa. |
You owe me 1000rs.
Aap ny mujhy 1000 rupees dainy hain. |
How long does it take to get there?
Wahan ponchany main kitna time lagy gaa? |
He is, so to say, a socialist.
وہ تو ایک لحاظ سے سوشلسٹ ہے |
Happiness is nobody’s monopoly.
خوشی پر کسی کی اجارہ داری نہیں ہے |
He is more of an actor than a teacher.
وہ استاد کم اور ایکٹر زیادہ ہے |
What will be this place like ten years hence?
یہ جگہ دس سال بعد کیسی ہوگی |
Unemployment is on the increase.
بےروزگاری بڑھ رہی ہے |
I had anticipated his arrival.
میں نےاسکی آمد کا پہلے ہی سےاندازہ لگا لیا تھا |
Why have you antagonized him?
تم نے اسے دشمن کیوں بنا لیا ہے۔ |
This park is exclusively meant for children.
یہ پارک صرف بچوں کےلیےمخصوص ہے |
I shall not take this defeat lying down.
میں یہ شکست خاموشی سے قبول نہیں کروں گا |
Seeing him the crowd roared and whistled.
اسے دیکھ کرہجوم نے شورمچایا اور سیٹیاں بجائیں |
For a miser, to part with money is very painful.
aik kanjoos k liye roopay sy juda hona bra takleef daa hai. ایک کنجوس کےلیےروپےسےجداھونا بڑاتکلیف دہ ہوتاہے |
I don’t subscribe to your views.
me aap ky khyalaat sy itefaq nahi karta. میں آپ کے خیالات سے اتفاق نہیں کرتا |
He was debarred from going abroad.
usy bahir jaany sy rok diya gyaa. اسے باہرجانےسےروک دیاگیا |
My watch has run down.
meri ghari ki chaabi khtm ho gai hai. میری گھڑی کی چابی ختم ہوگئی ہے |
Please accept my heartiest congratulations.
meri dili mubarak baad qabool farmaaiye. میری دلی مبارکباد قبول فرما ئیے |
The bus was packed to capacity.
بس میں تل دھرنےکی جگہ نہ تھی |
He ascribed his failure to ill-health.
us ny apni nakaami ko khraab sehat sy mansoob kiya. اس نےاپنی ناکامی کو خراب صحت سے منسوب کیا |
Very few people will console you in distress.
boht kam log museebat main aapko dilasa dain gy. بہت کم لوگ مصیبت میں آپ کو دلاسا دیں گے |
My tooth is aching.
mera daant dard kar raha hai. میرا دانت درد کررہاہے |
He died a miserable death.
wo boht burri moat mraa. وہ بڑی بری موت مرا |
Your name precedes mine in the list.
list main tumhara nam mujh sy pehly hai. لسٹ میں تمھارا نام مجھ سے پہے ہے۔ |
Don not add insult to injury.
zakhmon par namak naa chirko. زخموں پر نمک نہ چھڑکو۔ |
Go and mind your own business.
jaao yaar apna kaam karo. جاؤ یار اپنا کام کرو۔ |
He lacks sufficient control of the language.
usy zubaan par munaasib aboor nahi hai. اُسے زبان پر مناسب عبور نہیں ہے۔ |
Man is the most abominable creature in this world.
insaan is dunya main sab sy qabl e nafrat makhlooq hai. انسان اس دنیا میں سب سے قابل نفرت مخلوق ہے۔ |
Man is the worst enemy of man.
insan kaa sab sy bra dushman insan hai. انسان کا سب سے بڑا دشمن انسان ہے۔ |
His only daughter is at death’s door.
uski ikloti baiti mot k dahaany par hai. اس کی اکلوتی بیٹی موت کے دہانے پر ہے۔ |
I mean business dear.
yaar main sanjeeda hoon. یار میں سنجیدہ ہوں۔ |
Surprisingly enough, he has returned the whole money.
hairani ki baat hai us ny saary paisy wapis kar diye. حیرانی کی بات ہے اُس نے تمام روپیہ واپس کردیا ہے۔ |
More than a million Prophets could not humanize man.
aik lakh sy zyaada paigambar aadmi ko insan naa bnaa saky. ایک لاکھ سے زیادہ پیغمبر آدمی کو انسان نہ بنا سکے۔ |
Going there will do you no harm.
Wahaan jaany sy tumhain koi nuqsaan nahi hogaa. وہاں جانے سے تمہیں کوئی نقصان نہیں ہوگا |
Religion does not consist in rituals alone.
Mazhab mehaz rasoomat kaa naam nahi hai. مذھب محض رسومات کا نام نہیں۔ |
We have yet to go very far.
abhi hmain boht door jaana hai. ابھی ہمیں بہت دور جانا ہے۔ |
Come back before it is dark.
andhairy sy pehly wapis aajana. اندھیرے سے پہلے واپس آجانا۔ |
Please do write if write you must.
yaar likhna hee hai to likh daalo. یار لکھنا ہی ہے تو لکھ ڈالو۔ |
But it will do me no good either.
laikin is sy mujhy faida bhi kuchh nahi hogaa. لیکن اس سے مجھے فائدہ بھی کچھ نہیں ہوگا |
They could not extinguish the fire.
wo aag naa bujhaa saky. وہ آگ نہ بجھا سکے۔ |
He seldom comes here.
wo yahaan kabhi kabhaar aata hai. وہ یہاں کبھی کبھار ہی آتا ہے۔ |
No more nonsense, I tell you.
zyada bakwaas ki zroorat nahi. زیادہ بکواس کی ضرورت نہیں۔ |
We are awaiting results.
hum nataij kaa inatazaar kar rahy hain. ہم نتائج کا انتظار کررہے ہیں۔ |
What is so special about you?
Kiya khaas baat hai tum main? کیا خاص بات ہے تم میں؟ |
His thought haunts me day and night.
اس کا خیال دن رات میرا پیٖچھا کرتا ھے ۔ |
Much ado about nothing.
Khoda pahaar nikla chooha. کھودا پھاڑ نکلا چوھا۔ |
He should not have betrayed my confidence.
Us ny mery aitmaaad ko thais pehnchaai. اسے میرے اعتماد کو ٹھیس نھیں پہنچانی |
I shall see you later.
Tum sy to main baad main niptoon gaa. تم سے تو میں بعد میں نبٹوں گا۔ |
I never bargain with shopkeepers.
Main dukaandaron sy kabhi bhaao tao nahi karta. میں دکانداروں سے کبھی بھاؤتاؤ نھیں کرتا۔ |
Why kick up such a row?
Itna jhagra khara karny ki kiya zroorat hai? اتنا جھگڑا کھڑا کرنے کی کیا ٖضرورت ھے؟ |
Our creator has given us mind to distinguish between good and evil.
Hamaary khaliq ny hmain achy bury main tameez karny ky liye deen diya hai. ھمارے خالق نے ھمیں اچھے برے میں تمیز کرنے کے لۓ ذہن دیا ھے۔ |
Thanks for your invitation to dinner.
Khaany par aapki daawat kaa shukriya. کھانےپرآپ کی دعوت کا شکریہ۔ |
Here is an invitation card for you.
Ye aap ky liye dawat naama hai. |